Thursday, 24 September 2015

   Baat uunchi thi magar baat jara kaam aanki
Usne jajbaat ki aukaat jara kam aanki

Wo farista keh kar mujhe jaleel karta raha
Mai insaan hoon, meri jaat jara kam aanki
                                                                    kumar vishvas

खुमार

खुमार तेरी यादो का बुरा चढ़ा है मुझपर।

Na Bujha Chiragh-E-Dayaar-E-Dil,Na Bichhrne Ka Tu Malaal Kar,,Tujhe Degi Jeene Ka Honsla,,,Meri Yaad Rakh Le Sambhal Kar
Is Qadar Keemti To Na Tha Mera Chain-o-Sukoon,
Loot Ker Lay Gaya Wo Kisi Anmol Khazaney Ki Tarah..!
 Zazbaat kuch bhi hon mauka koi bhi ho, 
Ab dil ko tere rone ya hansne se faraq koi parhta nahi, 
Jis dil ko teri parvaah thi kabhi, 

Ab kho gya teri tarah virane mein vo bhi kahin.

Saturday, 19 September 2015

fact of life;
khusiyo mein logo se pehchan hoti hai, or pareshaniyo mein logo ki pehchan hoti hai,

Monday, 14 September 2015

Jo waqt ki aag mein jalte hai
Wo pathar heere bankr nikalte hai,

Mks