Thursday 31 March 2016

Good friends help you to find important things when you have lost them… your smile, your hope, and your courage.-
Choose your friends wisely-they will make or break you.
There comes a time when you have to stop crossing oceans for people who wouldn’t even jump puddles for you
Friendship is delicate as a glass, once broken it can be fixed but there will always be cracks.

दम नहीं किसी में जो मिटा सके हमारी दोस्ती को,
जंग तलवारो को लगती है, मजबूत इरादों को नही.

Sunday 27 March 2016

2 line shayari of javed akhtar



1. Humko Uthna To Munh Andhere Tha
Lekin Ik Khwab Humko Ghere Tha

2. Khush-Shakal Bhi Hai Vo, Ye Alag Baat Hai, Magar
Humko Jaheen Log Hamesha Ajeej The

3. Kaun Sa Sher Sunayun Main Tumhe, Sochta Hun
Nya Uljha Hai Bahut Aur Purana Mushkil


4. Gin-Gin Ke Sikke Hath Mera Khurdura Hua
Jaati Rhi Vo Spars Ki Narmi, Bura Hua.

5. Unchi Imaaraton Se Makaan Mera Ghir Gya
Kuch Log Mere Hisse Ka Suraj Bhi Kha Gye

6.Un Chiraagon Mein Tel Hi Kam Tha
Kyon Gila Fir Humein Hawa Se Rahe

7.Meri Buniyaadon Mein Koi Tedh Thi
Apni Deewaron Ko Kya Ilzaam Doon

8.Voh Nehar Ek Kissa Hai Duniya Ke Vaaste
Ferhaad Ne Taraasha Tha Khud Ko Chattaan Per

9. Thakaan Se Choor Paas Aaya Tha Iske
Gira Sote Mein Mujh Per Ye Shajar Kyon?

10. Ek Khilona Jogi Se Kho Gya That Bachpan Mein
Dhundhta Fira Vo Nagar-Nagar Tanha

11. Raat Sar Per Hai Aur Safar Baaki
Humko Chalna Zara Savere Tha

12.Sab Hawayein Le Gaya Mere Samander Ki Koi
Aur Mujhko Ek Kashti Baadbaani De Gaya

13. Pehle Bhi Kuch Logon Ne Joun Bo Kar Genhoo Chaha Tha
Hum Bhi Umeed Mein Hain Lekin Kab Aisa Hota Hai

14. Ai Safar Itna Bekaar To Na Ja
Na Ho Manzil, Kahin To Pahuncha De

15. Kam Se Kam Usko Dekh Lete The
Ab Ke Sailaab Mein Vo Pull Bhi Gya

16. Aaj Ki Duniya Mein Jeene Ka Kareena Samjho
Jo Mile Pyar Se Un Logo Ko Zeena (Ladder) Samjho

17. Gali Mein Shor Tha Matam Tha Aur Hota Kya
Main Ghar Mein Tha Magar Is Gul Mein Koi Sota Kya

18. Is Shehar Mein Jeene Ke Andaaz Niraale Hain
Hontho Pe Lateefe Hai Aawaz Mein Chhaale Hain

19. Apni Vajahe-Barbaadi Suniye To Maje Ki Hai
Zindagi Se Yoon Khele Jaise Dusre Ki Hai

20. Sab Ka Khushi Se Faasla Ek Kadam Hai
Har Ghar Mein Bas Ek Hi Kamra Kam Hai

21. Humko Uthna To Munh Andhere Tha
Lekin Ik Khwab Humko Ghere Tha

22. Khush-Shakal Bhi Hai Vo, Ye Alag Baat Hai, Magar
Humko Jaheen Log Hamesha Ajeej The

23. Kaun Sa Sher Sunayun Main Tumhe, Sochta Hun
Nya Uljha Hai Bahut Aur Purana Mushkil

24. Gin-Gin Ke Sikke Hath Mera Khurdura Hua
Jaati Rhi Vo Spars Ki Narmi, Bura Hua.

25. Unchi Imaaraton Se Makaan Mera Ghir Gya
Kuch Log Mere Hisse Ka Suraj Bhi Kha Gye.

26. Lo Dekh Lo Ye Ishq Hai Ye Vasl Hai Ye Hizr
Ab Laut Chalein Aao Bahut Kaam Pada Hai

27. Veh Shakl Pighali To Her Shay Mein Dhal Gayi Jaise
Ajeeb Baat Hui Hai Use Bhulaane Mein

28. Mere Vujood Se Yoon Bekhabar Hai Vo Jaise
Vo Ek Dhoopghadi Hai Main Raat Ka Pal Hoon

29. Tumhein Bhi Yaad Nhi Aur Main Bhi Bhool Gya
Vo Lamha Kitna Haseen Tha Magar Fuzool Gya

30.Unse Ab Vaaps Kharidun Khud Ko Main
Log Jo Maange Voh Apne Daam Doon

31.Jaankar Mili Hai Mujhe Tanhai
Aa Meri Jaan Mujhko Dhoka De…

– Javed Akhtar
खो गयी है मंजिले, मिट गए है सारे रस्ते,
सिर्फ गर्दिशे ही गर्दिशे, अब है मेरे वास्ते.
काश उसे चाहने का अरमान न होता,
मैं होश में रहते हुए अनजान न होता
न प्यार होता किसी पत्थर दिल से हमको,
या फिर कोई पत्थर दिल इंसान न होता.

                                                                                 Javed Akthar
मुझे दुश्मनों से भी खुद्दारी की उम्मीद रहती है,
सर किसी का भी हो कदमों में अच्छा नहीं लगता...
                                                                                          Javed Akthar 
बदल गई है ज़िंदगी, बदल गये हैं लोग भी,
ख़ुलूस का जो था कभी, वो अब सिला नहीं रहा
                                                                                     Javed Akthar 
एक ये दिन जब लाखों ग़म और काल पड़ा है आँसू का
एक वो दिन जब एक जरा सी बात पे नदियाँ बहती थी
                                                                                 Javed Akthar 
किन लफ़्ज़ों में इतनी कड़वी, इतनी कसैली बात लिखूं
शेर की मैं तहज़ीब निभाऊं या अपने हालात लिखूं
                                                                                         Javed Akthar 

Saturday 26 March 2016

Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana Hai | ISPR New Song | APS Peshawar


no word for all those haramkhor, mc, bc who killed 100s of innocent child, just because of they all want to show their power, no god of any religion will not forgive u, :"(

kalam ki ju jagha thi woh wahi ha

par us ka naam tak baki nahi ha
kalam ki nook pay nokta hai wahi
ju sach ho bhala jhukta ha koi

woh jiss bachpan main aur jeena tha
woh jiss ny maa tumhra khraab cheena tha
mujhe maa us sy badla lene jana ha
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
mujhe maa us sy badla lene jana ha
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
mujhe maa us sy badla lene jana ha
woh jiss ko soch k sooti nahi maa
kitabe dekh ke roti rahi maa
woh jiss ki wapsi ki raah takte
darwaza tu khula rakh day baba
woh ju sari nazaro se gira tha
tha na woh nisan jiss na khuda tha
mujhe maa us sy badla lene jana ha
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
Mujhe Dushman ke bacho ko parhna hai
Mujhe Dushman Ke Bachon ko Parhaana Hai
Mujhe Dushman Ky Bacho Ko Parhana Hai
Mujhe Dushman Ke Bachon Ko Parhana Hai
mobile chalana ab jise sikha rha hu mein,
pehle sabd likhna usney mujhe sikhaya tha,
ese liye to baccho pe noor sa barasta hai,

sararat karte hai, sajise to nhi karte,
mujhe jindagi ka itna tajurba to nhi
par suna hai sadgi mein log jine nhi dete

Thursday 24 March 2016

rango ka khauf to ye nhi ho sakta jo raste sunsan pade hai,
sukurguzar hai ye sadke teri, social media
yonn duriya to kam kr di logo ke bich mein,
pr najdikiya khatm krdi dilo ke bich mein :'(