Showing posts with label teachers day. Show all posts
Showing posts with label teachers day. Show all posts

Wednesday 7 September 2016

jo rehte hai masgur, hunar tarashne mein,
chand sabdo mein unki tarif krne ki meri aukat nhi.#teachersday

by mks

Monday 5 September 2016

mein bhi befikr reh sakta hu, auro ki tarah
mujhe takleef lene ka shauk nhi hai

har pal sehta hu, tumhari nadaniyo ko
kya mujhe narajgi ka haq nhi hai,

roj chillna, wo takrar bhi karna, bada ajeb lagta hai,
mera kasoor kya hai, kya mere padana tumhe ajeeb lagta hai,

mein befikr nhi reh sakta, jo halat tumhare hai,
jo jite ho pal, baise hi pal bite humare hai,

jo li hai jimmedari, bakhobi nibhaunga,
kuch bhi karlo nadani, par behtar tumhe mein hi banunga.

dekho bahi roj roj aana, wo lecture wo details mein samjhana baccho ka kaam nhi hai
bada muskil kaam hai padana bachho ko, ye bachho ko kaam nhi hai,

kya lagta hai wo naam or mujhe upadhi dena mujhe,  mujhe maloom nhi hai
bas ye soch leta hu, ye saitani bache hi krege, ye bado ka kaam nhi hai,

kuch logo ko lagta hai mein har pal unse ladta hu,
kambhakto ye to samjho itno mein se tumhari fikr krta hu,

ek din ho gya befikr, mein to samjhoge halat kokeemat meri samjhoge, jab samjhoge apne aap ko

mein bhi befikr reh sakta hu, auro ki tarah
mujhe takleef lene ka shauk nhi hai

har pal sehta hu, tumhari nadaniyo ko
kya mujhe narajgi ka haq nhi hai,


                                                                        by:
                                                                            mks

Sunday 1 May 2016

Its very easy to say "busy" when someone needs you, But its very painful to hear "Busy" when you need someone.

Saturday 7 November 2015

tere hunar ko tarashne ki hardam kosis mein rehta hu.




tere hunar ko tarashne ki hardam kosis mein rehta hu.
tera teacher hu teri har sararat mein sehta hu.

mere kahe har alfaz bhul gaya..........
mere dande ki maar tu harpal yaad rakhta hai

jindagi ki maar mein har pal mujhe yaad krega
mere dande ki maar ka jikr apne bacho se jarur krega

kahega! us dande ki karamat hai jo mein ye bangaya..
mein ek natkhat sa baccha tha, jo ab sahab ban gaya...

teri kamyabi hi meri pehchan banegi, meri mehnat ka enam bnegi
bs ye soch kr, hardam kosis mein rehta hu...
tera teacher hu teri har sararat mein sehta hu..............
                                                                                             by mks